Khwahishein Lyrics
Khwahishein ka chehra kyun
Dhundla sa lagta hai
Kyun anginat khwahishein hain
Khwahishein ka pehra kyun
Thehra sa lagta hai
Kyun yeh galat khwahishein hai
Har modh par
Phir se mudh jaati hai
Khilte hue
Pal mein murjhaati hai
Hai besharam
Phir bhi sharam aati hai
Khwahishein..
zindagi ko dheere, dheere
Dasti hai khwahishein..
Aanson ko peete, peete
Hasti hai khwahishein..
Uljhi hui kashmakash mein umar
Katt jaati hai
Ho..o.. hun..
Aankhein mich jaaye
Jo.. jaano mein
Kis kaam ke aisi roshni
Oho bhatka ka na laaye
Jo.. kinnaro pe
Kis kaam ki aisi kashti
Aandhien hai (andhien hai)
dheere se hilati hai
Vaada kar (Vaada kar)
Dhoka de jaati hai
Muh phir ke
Hass ke chidhati hai
Khwahishein..
zindagi ko dheere, dheere
Dasti hai khwahishein..
Aanson ko peetein, peetein
Hasti hai khwahishein..
(zindagi ko dheere, dheere
Dasti hai khwahishein..)
Uljhi hui kashmakash mein umar
Katt jaati hai
Ho..o.. hun..
Tarara..
Dhundla sa lagta hai
Kyun anginat khwahishein hain
Khwahishein ka pehra kyun
Thehra sa lagta hai
Kyun yeh galat khwahishein hai
Har modh par
Phir se mudh jaati hai
Khilte hue
Pal mein murjhaati hai
Hai besharam
Phir bhi sharam aati hai
Khwahishein..
zindagi ko dheere, dheere
Dasti hai khwahishein..
Aanson ko peete, peete
Hasti hai khwahishein..
Uljhi hui kashmakash mein umar
Katt jaati hai
Ho..o.. hun..
Aankhein mich jaaye
Jo.. jaano mein
Kis kaam ke aisi roshni
Oho bhatka ka na laaye
Jo.. kinnaro pe
Kis kaam ki aisi kashti
Aandhien hai (andhien hai)
dheere se hilati hai
Vaada kar (Vaada kar)
Dhoka de jaati hai
Muh phir ke
Hass ke chidhati hai
Khwahishein..
zindagi ko dheere, dheere
Dasti hai khwahishein..
Aanson ko peetein, peetein
Hasti hai khwahishein..
(zindagi ko dheere, dheere
Dasti hai khwahishein..)
Uljhi hui kashmakash mein umar
Katt jaati hai
Ho..o.. hun..
Tarara..
0 comments:
Post a Comment